Peace-Islam: A Solution For Humanity
🌹 Assalaamo Alaikum Warehmatullahi Wabarakatuhu 🌹
❌ MERRY CHRISTMAS KI HAQEEQAT ❌
➡ QUESTION :-
MERRY CHRISTMAS KAHNA KAISA HAI ?
ISKA MEANING KYA HAI ?
KYA HUM KISI CHRISTIANS KO MERRY CHRISTMAS KAH SAKTE HAIN ?
MERRY CHRISTMAS KAHNA KAISA HAI ?
ISKA MEANING KYA HAI ?
KYA HUM KISI CHRISTIANS KO MERRY CHRISTMAS KAH SAKTE HAIN ?
Merry Christmas ka Meaning hai
"Allah ko Beta hua, Mubarak ho" (Nauzubillah)
"Allah ko Beta hua, Mubarak ho" (Nauzubillah)
Agar hum kisi friend ko Merry Christmas kahte hain to hame pta bhi nhi chalegi aur hum Islam se Be-Dakhal ho jayenge.
💥 Allah Ta'ala Qur'an Majeed mein farmate hain :-
Aye Nabi ! Aap kah dijiye ki Allah EK hai. Allah Be-Neyaz hai. Wo Na kisi ka Baap hai aur Na kisi ka Beta. Aur koi uske Barabari ka Nahi hai.
📚 SURAH IKHLAAS
SURAH NO. 112
AAYAT NO. 1 to 4
Aye Nabi ! Aap kah dijiye ki Allah EK hai. Allah Be-Neyaz hai. Wo Na kisi ka Baap hai aur Na kisi ka Beta. Aur koi uske Barabari ka Nahi hai.
📚 SURAH IKHLAAS
SURAH NO. 112
AAYAT NO. 1 to 4
💥 Allah Ta'ala Qur'an Majeed ke dusre maqaam par farmate hain :-
Aur ye log (Jews & Christians) kahte hain ki Rahman (Allah) Beta rakhta hai. Aisa kahne walo ye to tum buri baat zubaan par laate ho. Kareeb hai ki is jhoot se aasmaan phat pare aur zameen phat jaaye aur pahaad tukre tukre ho kar gir pare. ke in logo ne Rahman ke liye Beta bna lia. Aur Rahman ko shaaya Nahi ke wo kisi ko apna Beta banaye. Har shakhs jo aasmaan aur zameen mein hai wo Rahman ke rubaru bataur Banda hi aayega.
📚 SURAH MARYAM
SURAH NO. 19
AAYAT NO. 88 to 93

💥 Muhammad ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya :-
Jisne Jis Qaum ke tarike ko apnaya wo unhi mein se hoga.
📚 SUNAN ABU DAWOOD
HADITH NO. 3512
Jisne Jis Qaum ke tarike ko apnaya wo unhi mein se hoga.
📚 SUNAN ABU DAWOOD
HADITH NO. 3512
Aur waise bhi Muhammad ur Rasool Allah ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne hum Musalmano ko Kuffar ki Eidow (Non-Muslims Festivals) me shareek hone se mna kiye hain.
Nauzubillah Esha Alaihis Salaam ke paida hone ki khushi mein Christians log Christmas Celebrates karte hain aur Merry Christmas kah kar ek dusre ko Mubarak Baad dete hain.
Lehaza aap tamaam doston se meri guzarish hai ki Merry Christmas kah kar Allah ke saath Shirk na karen aur Na hi Kuffar ki Eidow mein shamil hon.
Allah Ta'ala se dua hai ki Allah Ta'ala hum tamaam Musalmano ko Sahih samajh ata kare aur hame Siraat-e-Mustaqeem par Qaayam rakhe.
Aameen Ya Rabbul Aalameen
Aameen Ya Rabbul Aalameen
ليست هناك تعليقات:
إرسال تعليق